How to Check Domain Banned – Blocked By Adsense


adsense ne domain ko block kiya hai ya nahi ? kaise chack kare ? how to check Perfect result for adsense domain banned. is article me adsense domain banned status ( In Hindi ) ke bare me bataya gaya hai.

adsense aapki website – blog domain ko block bhi kar hai. ye tab hota hai jab aapka adsense account disable hota hai. daily kai website hai jo adsense ban kar deta hai.

website owner aur blogger ke liye adsense online advertising – publisher services Provide karta hai. online earning ka ye sabse Best option hai.


Adsense Domain Ban Check karna kyu jaruri hai ?

1. adsense sabse best but sabse strict advertising program hai. aapki koi bhi galati allow nahi karta hai. jab aapki website me adsense Policy violation aata hai tab adsense account disable ho jata hai. matlab aapke blog ya website pe adsense ads show nahi hote hai. fir aap adsense ke liye apperal submit karte hai fir bhi ads show nahi hoti hai. tab aapko adsense domain banned hai ya nahi wo check karna chahiye.

matlab,  aapke blog ya website pe adsense ads show nahi hote hai. fir aap adsense ke liye appeal submit karte hai. fir bhi ads show nahi hoti hai. tab aapko adsense domain banned hai ya nahi wo check karna chahiye.
2. jab aapka adsense disable ho jata hai, tab aap dusara adsense account banate hai. fir bhi adsense approvel nahi milta hai. tab aapko check karna chahiye ki kahi adsense ne is domain ko block to nahi kiya hai na ?
3. adsense account disable ho jane ke bad aap dusara adsense account, dusare blog ya website se approvel karvate hai. fully approve ho jane ke bad bhi aap koi blog ya website pe adsense ads code rakhte hai. aur ads show na ho to ho sakata hai adsense ne is domain name ko ban kar diya hai. wo aap check karke dekh sakte hai.
4. agar aap kisi aur se blog, website ya domain kharid rahe ahi to  hindihelpguru ki tricks se domain name ko check kar lena chahiye. ho sakta hai adsense banned domain hone ke karan koi Sell kar raha ho.
adsense domain ban – block kyu karta hai ?
is javab  liye aapko adsense Policy ko padh lena chahiye. adsense apne advertiser ko best performance dene ke liye bahot  strict policy banayi hai.adsense
aprovel tips : Adsense Approval Tips & Apply Karne Se Pahle 12 Requirements
agar aapki website ya blog adsense Policy ko follow nahi karta hai tab aapka account disable kiya jata hai.
aapka domain ko ban kiya jayta hai. matlab aap fir se adsense account is website – blog ke liye nahi bana sakte.
agar aap dusara account bana bhi lete hai to adsense blocked website pe ads show nahi ho payegi.
jyadatar adsense account invalid activity ke karna ban kar deiye jate hai.
agar aap 1 account hone ke bavjud dusra account banate hai tab bhi ye policy violation mana jata hai. aur domain ban kar diya jata hai.
aapki website ke policy violation ke bare me notification milne ke bad bhi agar aap ise follow nahi karte hai tab domain block hota hai.
Google adsense Domain Banned Check kaise kare ?
jab aapko lage ki aapki website me adsense ads show nahi ho rahai hai. to aapko domain blocked kar diya hai ya nahi ye check karna jaruri hota hai.
How to Check Domain Banned – Blocked By Adsense How to Check Domain Banned – Blocked By Adsense Reviewed by Unknown on 13:58:00 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.