how to use paytm app, paytm wallet in hindi


note band hone ke baad yah question internat par bahut trending hai, hipaytm kaise use kare,paytm information in hindi, or paytm ki jankari hindi me,freends aaj maiaaplo bataunga, kaise aap paytm se kisi bhi bank account me paise send kar sakte hai, online money transfer karne me paytm ek bahut populer aap hai, to aayiye jante hai, paytm se online paise send karne ki jankari.

paytn see online money bank me transfer kaise kare
1. sabse pahle paytm
2. install kare, and open kare, open karne ke baad aapse language option pucha jayega, yahan english ya hidi par click kare.
3. ab next screen me aapse sing up ya login karne kaha jayega, agar aapke paas pahle se hi paytm account hai, to login kare, agar aap naye hai, to sing up kare.


sing up aur login karne ke baaduper passbook wale option pe click kare.



aab yahan send mony to bank laye.

ab next screen par aap transfer money to bank ka option dekh payenge, bas wahan transfer par click karke.

transfer par click karne ke bad aap next screen me ek form dekh payenge, wahan aapko account ki details bharni hai, yani jis account me paise send karnahai, uski details, sabhi detailsaap us bande ke bank passbook me dekh kar likhe.


sab shi shi bharne ke baad send par click kar den.

9. ab next screen par aap kuch option  dekhenge, jisse aapko paise send karne hai,ue debitcard ki details dale.

10. bas ho gya aapka kaam,aapne bank me paise sead kar diye hai.


how to use paytm app, paytm wallet in hindi how to use paytm app, paytm wallet in hindi Reviewed by Unknown on 14:31:00 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.