Mobile Se Free Android App Kaise Banaye
Aap Apane mobile Me Aapke Kisi Content ke Liye App bana Sakte Hai. kisi text ko ya password ya fir Mobile Number Ko store kar Sakte hai. matlab aap koi bhi Offline Content Isme Add kar Sakte hai.
Android Mobile Me Android App Ki madad se Aap Khud ka Ek App Banake Publish Kar Sakte hai. Kisi Friends Ko Apk File se bhej Sakte hai. isame Jab bhi man kare Content Ko Updates Bhi Kar Sakte Hai.
Google Play Store pe kai App hai, jo Free Android App banae ke liye Work Karti hai. Aap Google Se Free app Buider namki application hai, isase ye Kam Hota hai. mai aapko App Builder se kaise App Banate hai wo batata Hu.
Step For Create – Make Free Android App :
1. Sabse pahle Aapko Google Play Store Me jana hai.
2. App Builder Search karke App Download aur Istall Kare.
3. App Builder ko open Kare.
4. New pe Click Kare. Aur Lable Me App Ka name tipe Kare.
5. Icon pe Click kare Aur Mobile Gallary se Icon Photo Select Kare.
5. Content me Aap App Me Jobhi Add karna Chahte hai wo likhna Hai.
( yahan Aapko html teg Dikhai Degi. Isame ” Hello World ” Likha Hoga. Ise hatake Aap Jo bhi ntext Add karna Chahte hai wo Add Kare.
6. bad me theme me Holo .Lite Select kare.
7. Top me Build Ka option hoga . vahan Click kare.
8. ab app Download Ho gaya hai. istall kare.
9. install Hone Ke bad Lunch Kare.
10. Aapka khud Ka Android App ban gaya Hai. Enjoy…!!
Isake Alava Bhi Play Store Pe kai New Application hai jo Aap use Karke Apane Mobile Se App bana Sakte hai. aapko jyada future Mil sakte hai.
ye Bhi Padhe ; Mobile ki Battery Life Badhane Ke Populer Android App
App Creator Application List :
1. APKCreator
2. snapp Builder
3.Apk Creator
4. App Maker – Apk Creator
5. Apper ( the Best ) etc.
Extra Enning : Is tarah App Apane Mobile Se Basic – simple Step Se free Android App bana Sakte hai. aur application banane ke bare me kuchh Shikh Sakte hai.
Mobile Se Free Android App Kaise Banaye
Reviewed by Unknown
on
21:31:00
Rating:
No comments: