Blogspot Blog Backup kaise Kare Hindi Jankari
Aap jab Bhi Koi Online work Karte Hai tab Isaka Backup, Screenshot, File save karna chahte hai. Kyuki Digital work me Koi 100% Security Nahi mani jati. Blogger – Blogspot Blog backup bhi Lena Jaruri Ho jata hai.
Blogspot Blog backup Kyu lena Jaruri hai ?
Aap Sochate Honge Ki blog backup kyu Le. aapko yahan Kuch reason bataye Hai ye Padhe. bad Me Aap Block Backup lene Se nahi Chukenge.
* Agar Blog galti Se Delete Ho jata hai to Backup Ki help Se Aap Is Content se Dusara Blog Create kar Sakte hai.
* Blogspot Blog ka control Google ke Pas Hota hai, agar aapke Blog Me Koi Terms of Conditions ko follow nahi karte aur policy violation ho jata hai to google blog ko delete kar deta hai. Is Samay Agar aapne blog backup le rakha hai to aap Ise Dusare blog Me Use kar Sakte hai.
* Adsense ads Ke jariye Aap Blog Earning karte hai. adsense Policy bahot Strong Hai. agar adsense me Invalid Activity ya policy violation aa jata hai to aapka Blog adsense block ya Ban kar deta Hai. aur Isake liye aapko Dusara Blog banana padega. tab aapko Is Running Blogspot Blog Backup Lena Padega.
* Blogspot Blog Ko WordPress me transfer – Migrate Karna Hai to bhi aapko Blogger blog ka backup Lena Padega.
* Agar aap Do Difference Blog Ka one blog Karna Chahte hai to Migrate karne Ke Liye Bhi aapko Blog backup Jaruri hai.
* Aap Blog HTML code me Koi changes kar rahe hai tab bhi blog backup, template backup jarur Kar lena Chahiye.
Blogspot Blog Backup kaise Kare ?
Blogger blog Backup karne Ke Liye Is simple step Ko Follow Kare.
Login Kare Aur Blogger Deshboard Me jaye.
Settings Me Jaye > Other Me jaye.
Backup Content Pe click Kare.
Save to your Computer Pe clik Kare. File Save Kare.
How to Backup Your Blogger Blog In Hindi :
step : 1.
Sabse Pahle aapo blogger.com Me Login Hona hai.
* Isame Se Jis Blog ka backup Aap Lena Chahte hai Ise Select Kare.
* Settings Me jaye. Settings Me Other Ka Option Click Kare.
* Other Settings Me Aapko ” backup Content ” ka Option Dikhai Dega . Ise Click kare.
Step : 2.
Ab Ek Popup page Open Hoga. isme Save To Your Computer ka Option Hoga.
* Is Option Pe click Kare.
* Click karne Pe aapko Is blog ka XML file Format Mil jayega.
* Ise Apane Computer Me save Kar le.
Jab Bhi aapke Blogger Blog me Koi Problem aaye Tab ye File kam Aayegi. Blogger Platform New Blog Banake, is file ko import karke successfully apane blog ko restore kar payenge. Aapki Mehnat Kam aa Jayegi.
Extra Inning :
Is Tarah Aap Apane blogspot Blog backup Aasani Se kar Sakte hai.
Aapko ye Article kaisa laga jarur bataye. Social media pe share Kare.
Blogging related Koi Saval hai to Comment Me bataye.
Hindihelpguru facebook Like Kare.
Blogspot Blog Backup kaise Kare Hindi Jankari
Reviewed by Unknown
on
09:04:00
Rating:
No comments: